Saturday, July 11, 2009

Dus - Fast paced action

Dus is a fast-paced action thriller starring a number of Bollywood stars Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Abhishek Bachchan, Shilpa Shetty, Pankaj Kapoor, Esha Deol and Zayed Khan. The movie was released in 2005, and was a decent hit (costing around Rs. 20 crore, and earned a revenue of Rs. 43 crore). The movie was directed by Anubhav Sinha, with production by Nitin Manmohan and Sohail Maklai. Music was by Vishal-Shekhar, and Ranjit Barot. The movie was fairly long, being around 2 hours & 20 minutes. Music for the film became quite popular, and the title song of 'Dus Bahane' was a hit. The movie also had a twist, in that one of the popular heroes was sacrificed at the climax of the movie, something that a lot of movies avoid.
The movie is about the effort of the Anti Terrorist Cell (working somewhat similar to what you would expect the RAW to function, but without all the glamour that the movie depicts) to stop a massive bombing of which it does not have much information, and for which there are only 10 days left. Sanjay Dutt is the head of this organization, with the name of Siddhant Dheer. Along with him, his younger brother Shashank Dheer (Abhishek Bachchan), Aditya Singh (Zayed Khan), Aditi Kumar (Shilpa Shetty) are the others in the organization. Neha (Esha Deol) is an agent in Canada who starts the entire process, by reporting the existence of a plan being spear-headed by Jambwal, about whom they do not have any information, and whose identity they do not know.

Dus - Hindi Movie released in 2005 starring Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Abhishek Bachchan, Shilpa Shetty, Pankaj Kapoor, Esha Deol and Zayed Khan

The movie attempts to play the game of multiple double-crossing, about people betraying each other, about people not being who they claim to be. Because the ATS does not know the identity of Jambwal, they cannot even confirm that if they catch a person, whether that person is Jambwal or not. And this happens when they catch Mehendi (Pankaj Kapoor), an agent of Jambwal who is terrified of Jambwal. They are trying to interrogate him to find out more Jambwal, but they land in more problems. The car provided to them by Neha is rigged to explode if it slows down (English movie Speed?), so who is Neha. Zayed Khan is a bomb expert who can detect if a bomb is planted, and what are the chances of defusing it in time.
They are further trying to not reveal their plan to the Canadian police, even though the plan involves the terrorists bombing a stadium where a match is ongoing, so as to attack the Indian Prime Minister who will be there to attend the match (on May 10th). They uncover traitors in their midst, although each of these traitors extract a cost. The action peaks in the end, as they are at the stadium where there are multiple bombs planted, and their mission is to get the bombs away without loss of life (with the bombs being constructed of C4, a military explosive (where did terrorists get C4 from?)). The movie is a much watchable movie, be sure to watch (although the logic can sometimes fail).

Videos of songs from the movie:

Dus Bahane (Sung by KK, Shaan)



Deedar De (Sung by Sunidhi Chauhan)



Chham Se (Sung by Sonu Nigam, Shaan, Babul Supriyo, Sunidhi Chauhan, Sapna Mukherjee)






Lyrics from the movie Dus:

Dus Bahane:
Here Now Here Now, Everybody Put Your Hands Up In The Air Now
Here Now Here Now Everybody Put Your Hands Up In The Air
Uski Aankhon Mein Baatein, Baaton Mein Jadoo
( Say Here Now Here Now )-2
Uski Aankhon Mein Baatein, Baaton Mein Jadoo
Jadoo Mein Kho Gaye Hum Hogaye Beqabu
I Looked At You, You Looked At Me,Aur Hogayi Mushkil
And You Became My Destiny Tuhi Meri Manzil
( Dus Bahane Karke Legaye Dil Legaye Dil
Dus Bahane Karke Legaye Dil )-2

Here Now Here Now, Everybody Put Your Hands Up In The Air Now
Here Now Here Now Everybody Put Your Hands Up In The Air
Yeh Dil Topehle Aisa Nahin Tha
Kisne Behkaya Aisa Sapna Dikhaya Kyun
Yeh Aankhein Meri Dekhe Ussi Ko
Soche Bina Hi Usse Apna Banaya Kyun
Jeena To Marne Se Ab Hai Kahi Mushkil
Khudko Jo Khoya To Woh Hogaya Haasil
( Dus Bahane Karke Legaye Dil Legaye Dil
Dus Bahane Karke Legaye Dil )-2

Here Now Here Now, Everybody Put Your Hands Up In The Air Now
Here Now Here Now Everybody Put Your Hands Up In The Air
Kisne Kisiko Haske Bulaya
Baatein Banake Koi Jadooo Sa Chalaya Tha
Bas Dekha Dekhi Dil Se Hui Thi
Duniya Bhulake Koi Aaise Dil Pe Chaya Tha
Kiske Bin Kya Hoga Yeh Kh Sake Na Dil
Khudko Yeh Samjhana Ab Ho Gaya Mushkil
( Dus Bahane Karke Legaye Dil Legaye Dil
Dus Bahane Karke Legaye Dil )-2

Uski Aankhon Mein Baatein, Baaton Mein Jadoo
Jadoo Mein Kho Gaye Hum Hogaye Beqabu
I Looked At You, You Looked At Me,Aur Hogayi Mushkil
And You Became My Destiny Tuhi Meri Manzil
Dus Bahane Karke Legaye Dil Legaye Dil
Dus Bahane Karke Legaye Dil
(dus Bahane Karke Legaye Dil Legaye Dil
Dus Bahane Karke Legaye Dil) - 2

------------
Deedar De

Hain Ishq Toh
Ishq Toh - 2
Hain Ishq Toh Ishq Toh Gale Se Laga Le - 2
Ek Jhalak Ko Ankh Taras Gayi - 3
Aa Saamne Aur Tham Le Teri Aamanat Yaar Main
Deedar De
Deedar De Deedar De Deedar Le Deedar De - 2
Hain Ishq Toh Ishq Toh Gale Se Laga Le

(Abhi Koi Armaan Rang Na Laya
Abhi Koi Dil Ko Chal Nahi Paya) - 2
Abhi Koi Aankhon Mein Sapna Nahi Hain
Abhi Koi Jadooo Chal Nahi Paaya
Tu Pyar Ki Yeh Kashtiyan Kar De Jara Ve Paar Re
Deedar De
Deedar De Deedar De Deedar Le Deedar De - 4

(Abhi Koi Dil Main Jashn Hua Hain
Abhi Koi Taza Zakhm Mila Hain) - 2
Abhi Khamoshi Bhi Khamosh Si Hain
Ke Koi Mujhko Soch Raha Hain
Bechainiya, Betaabiyan Karne Lagi Singar Ve
Deedar De
Deedar De Deedar De Deedar Le Deedar De - 4
Hain Ishq Toh Ishq Toh Gale Se Laga Le - 2
Ek Jhalak Ko Ankh Taras Gayi - 3
Aa Saamne Aur Tham Le Teri Aamanat Yaar Main
Deedar De
Eedar De Deedar De Deedar Le Deedar De – 2

------------

Chham Se

dil kutch kehta hain
lab kutch kehtey hain
behke behke se hum hote hain
jo kehna chahe
woh keh bhi jaye
aaise lamhe toh
kam hote hain
pyar mein koi nayi baat nahi
yeh aaisa jo ho jaye
dhunde nigaahein jab har pal usko
apna dil kho jaye
aankhon mein kyon chehra uska thodasa dhundhlaye re
cham se woh aa jaye cham se aa jaye
cham se woh aa jaye man pe cha jaye
cham se woh aa jaye cham se aa jaye

mausam ka har andaz bhi
teri adaa ban gaya
chahat ka yeh ehsaas bhi
teri wafa ban gaya
tera chehra aankhon mein
tera pehra khwaabo mein
kabhi dil ki raaho mein
yeh hota hain ho jaaye de
cham se woh aa jaye cham se aa jaye
cham se woh aa jaye man pe cha jaye
cham se woh aa jaye cham se aa jaye

jaayegi jab tu deke judaai bhi
tanha si hogi dilki tanhai bhi
ehsaas tere dil ka aankhon semeri chalka
betaab hoke jab uski hi yaad mein dil ghabraye re
cham se

dil kutch kehta hain
lab kutch kehtey hain
behke behke se hum hote hain
jo kehna chahe
woh keh bhi jaye
aaise lamhe toh
kam hote hain
pyar mein koi nayi baat nahi
yeh aaisa jo ho jaye
dhunde nigaahein jab har pal usko
apna dil kho jaye
aankhon mein kyon chehra uska thodasa dhundhlaye re
cham se woh aa jaye cham se aa jaye
cham se woh aa jaye man pe cha jaye