Tuesday, March 16, 2010

Aks (2001) - a superb movie starring Amitabh Bachchan, Manoj Bajpai, Raveena Tandon, and Nandita Das

Aks released in the year 2001 and is a supernatural thriller. It has as its central theme the age old conflict between good and evil. The film starred Amitabh Bachhan, Nandita Das and Manoj Bajpai. Directed by debutant director Rakesh Omprakash Mehra, it received a lot of critical appreciation but did not fare well at the box office. The supernatural theme of the film and the struggle between the evil and good is somewhat ambiguously portrayed. The audience found it difficult to accept and appreciate the lead character’s internal struggles.

Manu (Amitabh Bachchan) is an honest cop. He is hot on the pursuit of Raghavan (Manoj Bajpai), a dreaded killer. Manu tracks him down to Budapest but is unable to prevent Raghavan from killing the Indian Defence Minister and stealing a valuable floppy that has important information that could affect the very destiny of the nation. Manu is able to arrest the killer and he even tries to force Raghavan to divulge the details of the floppy, but the latter remains mum. Raghavan is sentenced to death. Raghavan tries to escape but he is shot down by Manu.

Soon, the very people who were involved with Raghavan’s sentencing start dieing mysteriously, one by one. At the same time Supriya (Nandita Das), Manu’s wife notices subtle changes in his demeanour. Initially she is pleased but one night when Manu forces himself on her, she is convinced that things are not right. Similarly Arjun Singh, Manu’s friend also notices the changes in him. As the body counts keep rising, the finger of suspicion keeps pointing at Manu. Slowly it is revealed that Raghavan’s spirit has taken control ofManu’s body and soul. As a result Manu finds himself drawn to Raghavan’s girlfriend (Raveena Tandon), a bar dancer. The honest inspector is thus caught in a vicious internal turmoil where the good and the evil struggle to take complete control.



The climax sees Manu and Raghavan engage in a fatal encounter where the former tries to save his soul and his conscience from the devil. At the end Raghavan is finally vanquished and Manu is able to regain his sense of being and of right and wrong. The film is worth watching for Amitabh Bachchan’s performance alone. As the tormented man caught between the right and wrong, he puts in a finely nuanced performance. Manoj Bajpai as the diabolical Raghavan is a delight to watch. Anu Malik’s music is very good as well. Rakyesh Omprakash Mehra does a competent enough job as a first time director.


AWARDS WON

Won
Filmfare Award
Best Actor - Critics Amitabh Bachchan
Best Background Score Ranjit Barot

Screen Awards
Best Actor in a Negative Role Manoj Bajpai
Best Supporting Actress Raveen Tandon

CAST AND CREW

Directed by Rakeysh Omprakash Mehra
Produced by Amitabh Bachchan, Jhamu Sughand
Written by Renzil D'Silva, Rakeysh Omprakash Mehra, Kamlesh Pandey
Starring Amitabh Bachchan, Raveena Tandon, Manoj Bajpai, Nandita Das
Music by Anu Malik, Ranjit Barot
Cinematography Kiran Deohans
Editing by P.S. Bharthi


VIDEOS OF SONGS

Yeh Raat

http://www.youtube.com/watch?v=4DUKybsasDQ




Banda Yeh Bindas Hai

http://www.youtube.com/watch?v=p7jFvxfMMrY




Aaja Gufaon Mein Aa

http://www.youtube.com/watch?v=ajrI4YtlcSQ




LYRICS

Aaja gufaon mein

Singers: KK, Vasundhara Das

Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gufaon Mein Aa

Chehre Pe Chehra Chadta Hai Chehra
Chehra Badalta Hai Chehra Hi Chalta Hai
Chehre Pe Chehra Chadta Hai Chehra
Chehra Badalta Hai Chehra Hi Chalta Hai
Chehra Siya Kar Le Chehra Siya Kar Le
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gufaon Mein Aa

Saase Ubal Ne De Taariki Badne De
Ruhe Andheron Mein Jalti Hai Jal Ne De
Jalti Hai Jalti Hai Jal Ne De Jalti Hai Jal Ne De
Saase Ubal Ne De Taariki Badne De
Ruhe Andheron Mein Jalti Hai Jal Ne De
Mujhse Nibah Kar Le Mujhse Nibah Kar Le
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gunaah Kar Le
Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gufaon Mein Aa
Aaja Gufaon Mein Aa

---------------------

Banda Yeh Bindas Hai

Singer: KK

Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai
Banda Yeh Bindas Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai
Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai
Banda Yeh Bindas Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai
Banda Yeh Bindas Hai

Na Na Na Na Na Na Na Na
Na Na Na Na Na Na Na Na
Banda Hai Yeh Bindas Hai Yeh
Banda Hai Yeh Bindas Hai Yeh
Bhawra Hai Bhawra Hai Yeh Lo Bhi Hai
Hushiyaar Hai
Do Do Makote Iske Do Bhaari Talwar Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Bhawra Hai Bhawra Hai Yeh Lo Bhi Hai
Hushiyaar Hai
Do Do Makote Iske Do Bhaari Talwar Hai
Champa Chameli Genda Sab Ras Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai
Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai
Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai

Kya Bura Aur Kya Kharaab Hai
Hai Sirf Jeena Hisaab Hai
Jaadu Hai Sar Chadega
Aur Jo Utregi Sharab Hai
Banda Yeh Bindas Hai
Kya Bura Aur Kya Kharaab Hai
Hai Sirf Jeena Hisaab Hai
Jaadu Hai Sar Chadega
Aur Jo Utregi Sharab Hai
Champa Chameli Genda Sab Ras Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai
Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai
Banda Yeh Bindas Hai
Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai
Ras Peene Ki Pyaas Hai

----------------------

Hum Bhool Gaye

Singer: Chitra

Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin

Umeed Bhi Ajnabee Lagti Hai
Aur Dard Paraya Lagta Hai
Umeed Bhi Ajnabee Lagti Hai
Aur Dard Paraya Lagta Hai
Aaine Mein Jisko Dekha Tha
Bichda Hua Saaya Lagta Hai
Aaine Mein Jisko Dekha Tha
Bichda Hua Saaya Lagta Hai
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin

Na Jaane Khana Chhod Aaye Hai
Woh Shaks Jise Hum Jaante The
Na Jaane Khana Chhod Aaye Hai
Woh Shaks Jise Hum Jaante The
Aahat Bhi Sunaye Deti Nahin
Parchayi Se Hum Pehchaante The
Aahat Bhi Sunaye Deti Nahin
Parchayi Se Hum Pehchaante The
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin
Woh Cheez Jise Dil Kehte The
Woh Cheez Jise Dil Kehte Hain
Hum Bhool Gaye Hain Rak Ke Kahin

---------------------

Raat Aati Hai

singer: Shubha Mudgal

Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai
Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai
Phir Mere Ghar Mein Dabe Paaon Chali Aayi Hai
Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai
Phir Mere Ghar Mein Dabe Paaon Chali Aayi Hai
Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai

Shyam Hote Hi Jala Deti Hai Palko Pe Diye
Shyam Hote Hi Jala Deti Hai Palko Pe Diye
Raat Se Pooche Koyi Kiske Liye Kiski Liye
Koyi Aahat Bhi Nahin Aur Koyi Aata Bhi Nahin
Raks Karti Hai Jo Shabh Bar Meri Tanhaayi Hai
Raks Karti Hai Jo Shabh Bar Meri Tanhaayi Hai
Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai

Raat Se Pooche Koyi Kiski Kahani Hogi
Raat Se Pooche Koyi Kiski Kahani Hogi
Zakhm Bharte Nahin Chot Purani Hogi
Dard Seene Mein Chhupa Rakha Hai Shayad Koyi
Koyi Zewar Hai Kisi Ghum Ka Chura Laayi Hai
Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai
Phir Mere Ghar Mein Dabe Paaon Chali Aayi Hai
Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai

-----------------------

Rabba Rabba

Singers: Vasundhara Das, Sukhwinder Singh


MALE--
Piya

--FEMALE--
(Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba) - 2
Saari duniya ke hai sang hi main akeli
Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba

--MALE--
(Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba) - 2

--FEMALE--
Saari duniya ke hai sang hi main akeli
Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba - 2

--MALE--
Piya, piya, piya paapiya

--FEMALE--
Piya paapiya, diya, gham diya
Aa rula de mujhe, aazma le mujhe

--MALE--
Piya paapiya, diya gham diya

--FEMALE--
Saari duniya ke hai sang hi main akeli
Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba
Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba

--MALE--
Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba
Piya, piya, piya paapiya

--FEMALE--
Aa kabhi tu bhi aa, aa kabhi taras kha
Pyaasi hai jaan meri, mausamein baras jaa

--MALE--
Piya paapiya, diya gham diya

--FEMALE--
Saari duniya ke hai sang hi main akeli
Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba
Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba

--MALE--
Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba
Dhum tanana tana...
Piya, o piya piya piya
Piya piya, piya piya, piya piya
Ho paapiya, paapiya, paapiya, o

---------------------

Ramleela

Singers: Amitabh Bachchan, Nandita Das, Kavita Mundra


Hat Jaao Ravan Maarungi Baan
Ram Ke Paas Hai Teer Kamaan Teer Kamaan
Hat Jaao Ravan Maarungi Baan
Ram Ke Paas Hai Teer Kamaan Teer Kamaan
Ravan Ke Paas Hai Gyaan Hi Gyaan
Ravan Hai Tujh Se Bada Vidwaan Bada Vidwaan
Lanka Mein Ja Ja Ke Danka Bajaiyo
Are Ja Apne Ghar Mein Tu Sheki Dikhaiyo
Jaanti Nahin Tu Are Are Sorry Sorry
Jaanta Nahin Tu Ravan Ka Dab Daba
Tod Ke Rak Dega Duniya Ka Dabba
Chutki Mein Tujhko Masal Denge Ram
Chutki Mein Tujhko Masal Denge Ram
Edhi Ke Niche Kuchal Denge Ram Kuchal Denge Ram
Bolti Bahut Hai Tu Ram Ki Bachchi
Bolti Bahut Hai Tu Ram Ki Bachchi
Haran Dekha Ke Le Jaaunga Sachchi
Haran Dekha Ke Le Jaaunga Sachchi
Phir Dekhenge Jab Aayega Hanumaan

Aye Ravan Hai Ravan Bol Na Zyaada,
Hasti Hai Kya Teri Paaltu Piyada
Pooch Mein Aag Laga Ke, Teri Sone Ki Lanka Jala Dongi
Are Gi Nahi Ga Ga Ga Okay, Sone Ki Lanka Jala Donga
Sita Ko Bandi Banaya Hai Tune, Ram Ko Jaake Bata Donga
Are Sagar Kaise Paar Karega, Pani Mein Gir Kar Doob Marega
Are Lanka Bharat Baat Diya Hai, Phone Ka Taar Bhi Kaat Diya Hai
Phone Ka Taar Bhi Kaat Diya Hai
Hanuman Hanuman Hanuman Hanuman
Hanuman Bhaiya E-Mail Kardo, Hanuman Bhaiya E-Mail Kardo
Ram Ko Meri Jaldi Khabar Do, Jaldi Khabar Do

Ravan Hey Ravan Yudh Ho Jaye, Aah Ho Jaye Ho Jaye
Paapiyun Se Duniya Shudh Ho Jaye
Are Lanka Ka Danka Bajta Rahega
Jab Tak Ram Hai Ravan Rahenga, Jab Tak Ram Hai Ravan Rahenga
Jab Tak Ram Hai Ravan Rahenga, Jab Tak Ram Hai Ravan Rahenga
Ravan Rahenga Ravan Rahenga, Ravan Rahenga Ravan Rahenga
Are Bhai Ravan Rahega Yaar, Ram Ke Roop Hazaron Hai Ravan
Raghupati Ragav Patit Paawan , Patit Paawan
Ram Ke Roop Hazaron Hai Ravan
Raghupati Ragav Patit Paawan, Patit Paawan

-----------------------

Yeh Raat

Singer: Anupama

Yeh Raat Yeh Raat
Jali Ki Chipkali Raat
Yeh Raat
Kadi Aur Kombdi Ki Raat
Na Ugli Hi Jaye Na Nigli Hi Jaye
Yeh Kali Zehrili Raat
Pal Pal Balkhaati Pal Pal Uljaati
Palke Jhapakti Yeh Raat
Sannate Ki Sij Pe Soye
Saap Si Sarakti Raat
Yeh Raat Yeh Raat
Jali Ki Chipkali Raat
Yeh Raat
Kadi Aur Kombdi Ki Raat
Yeh Raat

Yeh Kali Zehrili Raat
Palke Jhapakti Yeh Raat
Saap Si Sarakti Raat
Kali Kali Kali Yeh Raat
Veeraana Veeraana Hai Veeraana
Dil Ko Lakh Basa Le Yeh Deewana
Veeraana Veeraana Hai Veeraana
Dil Ko Lakh Basa Le Yeh Deewana
Ujhdi Ujhdi Rehte Hai Dil Saari
Veeraano Se Basta Hai Veeraana
San Karke Marti Hai Boom Karti Hai Kali Kodyali Raat
Yeh Raat Yeh Raat
Jali Ki Chipkali Raat
Yeh Raat
Kadi Aur Kombdi Ki Raat
Yeh Raat
Na Ugli Hi Jaye Na Nigli Hi Jaye
Yeh Kali Zehrili Raat
Pal Pal Balkhaati Pal Pal Uljaati
Palke Jhapakti Yeh Raat
Sannate Ki Sij Pe Soye
Saap Si Sarakti Raat
Yeh Raat Yeh Raat

Abhi Abhi Raat Badi Tezaabi
Gir Na Jaye Haath Se Chand Rakabi
Abhi Abhi Raat Badi Tezaabi
Gir Na Jaye Haath Se Chand Rakabi
Doob Rahe Hai Sare Gul Kinare
Umad Umad Ke Raat Aayi Sailaabi
Kholti Badan Par Bolti Badan Par
Jalti Ubalti Raat
Yeh Raat Yeh Raat
Jali Ki Chipkali Raat
Yeh Raat
Kadi Aur Kombdi Ki Raat
Yeh Raat
Na Ugli Hi Jaye Na Nigli Hi Jaye
Yeh Kali Zehrili Raat
Pal Pal Balkhaati Pal Pal Uljaati
Palke Jhapakti Yeh Raat
Sannate Ki Sij Pe Soye
Saap Si Sarakti Raat
Yeh Raat Yeh Raat
Yeh Kali Zehrili Raat
Palke Jhapakti Yeh Raat
Saap Si Sarakti Raat
Kali Kodyali Yeh Raat