Sunday, February 28, 2010

Aankhen (2002) - A bank robbery masterminded by Amitabh Bachchan

Aankhen released in the year 2002 and was a heist movie but with a twist. Based on a Gujarati play ‘ Andhalo Pato’ it had some of the leading names of Bollywood like, Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Paresh Rawal, Arjun Rampal and Sushmita Sen in leading roles. Directed by Vipul Amrutlal Shah, the movie was appreciated by one and all for its unique plot. It went on to become a huge commercial hit and garnered a lot of critical appreciation as well.

An obsessive temperamental bank manager Vijay Singh Rajput (Amitabh Bachchan) loses his job after he manhandles a bank clerk caught embezzling money. Embittered at losing his job he plots revenge on the bank by carrying out a heist. He comes up with a brilliant idea of training three blind men, Vishwas (Askhay Kumar), Ilyas (Paresh Rawal) and Arjun (Arjun Rampal), to carry out the robbery once he realises that the visually handicapped can be trained to do anything. He decides that their handicap (blindness) is the best alibi that one can come up and one that will save his skin as well.

He forces Neha, a teacher at a blind school, to train these three individuals. Neha is forced to carry out Vijay’s bidding as he has kidnapped her younger brother. Neha trains Vishwas, Ilyas and Arjun to overcome their blindness and act as ‘normal’ people. By elaborate and careful planning, she prepares the three men to carry out the heist without a glitch. The bank robbery is a success and the trio are able to run away to safety with the jewels. However there is only a small problem- Ilyas’s face is exposed, that is caught on the closed circuit cameras and that help the police to launch a massive man-hunt.



Meanwhile Vishwas and Arjun return to Neha convinced that she is not the main culprit behind the crime and are determined to get to the truth. They advice Ilyas to hide the jewels and they return to the training centre. At the centre Neha is used by Rajput to extort information from the duo, failing which she is killed of by him. Soon it is just Rajput and Vishwas and Arjun who have to duel with him. As soon as Iliyas returns Rajput tortures him so that he will reveal the hiding place of the jewels. Iliyas dies and the police turn up. In the argument that follows, Rajput lets it slip that he orchestrated the entire thing. The film has two alternate endings. The first one sees Rajput behind bars, while Arjun and Vishwas are celebrating their victor. The other one has Rajput bribing the cop to get out of jail. In the last scene Akshay Kumar and Arjun Rampal are sitting in a train (waiting for it to depart) and Mr Rajput is standing on the platform with a smile on his face.


Aankhen (2002) - A bank robbery masterminded by Amitabh Bachchan

CAST AND CREW

Directed by Vipul Amrutlal Shah
Produced by Gaurang Doshi
Written by Shobhana Desai, Aatish Kapadia, Vipul Amrutlal Shah
Starring Amitabh Bachchan, Akshay Kumar, Sushmita Sen, Arjun Rampal, Paresh Rawal,
Music by Jatin-Lalit, Aadesh Shrivastav
Lyrics Prasoon Joshi, Nitin Raikar
Cinematography Ashok Mehta
Editing by Shirish Kunder


VIDEOS OF SONGS

Chalka Chalka

http://www.youtube.com/watch?v=JPUL_E5g0CQ




Gustakhiyan Hai

http://www.youtube.com/watch?v=mRK1zDST89Y




Kuch Kasme Hai Jawa

http://www.youtube.com/watch?v=IkNpeDJel-g




Phatela Jeb Sil jayega

http://www.youtube.com/watch?v=v1AoayX2vE4




LYRICS


Gustakhiyan Hain, Betabiyan Hain

Singers: AADESH SHRIVASTAVA & VASUNDARA


Gustakhiyan Hain, Betabiyan Hain, Chaayi Hain Madhoshiyan
Hosh Uda Do, Sab Kuchh Bhula Do, Todo Yeh Khamoshiyan
Yeh Dhadkan Ki Raftaar Hai, Yeh Saason Ka Angaar Hai
Yeh Ishq Sulagne Do Zara, Yeh Chaahat Ka Iqraar Hai
Jaane Jaan Oh Jaane Jaan...

Aawara Armaan Hai, Yeh Dil Ka Aelaan Hai,
Jaan Tujh Pe Qurbaan Hai, Jaanejaan...
Aawara Armaan Hai, Yeh Dil Ka Aelaan Hai,
Jaan Tujh Pe Qurbaan Hai, Jaanejaan...
Ek Hulchul Si Hone Lagi, Maein Jannat Mein Khone Lagi
Mujhko Baahon Mein Thaam Lo, Phir Na Rukne Ka Naam Lo
Gustakhiyan Hain, Betabiyan Hain, Chaayi Hain Madhoshiyan...

Deewarein Sab Tod Do, Mausam Ka Rukh Modh Do
Har Kashti Ko Chhod Do, Jaanejaan Jaanejaan...
Deewarein Sab Tod Do, Mausam Ka Rukh Modh Do
Har Kashti Ko Chhod Do, Jaanejaan Jaanejaan...
Maein Hoon Teri Aagosh Mein, Kuchh Hosh Mein Kuchh Josh Mein
Kuchh Sholay Hain Kuchh Hai Jalan, Kuchh Behke Behke Hain Kadam
Gustakhiyan Hain, Betabiyan Hain, Chaayi Hain Madhoshiyan...
Hasti Mita Do, Masti Luta Do, Chhodo Bhi Yeh Dooriyaan
Yeh Ishq Sulagne Do Zara, Yeh Chaahat Ka Iqraar Hai
Jaane Jaan Oh Jaane Jaan


-------------
Kuch Kasme

Singers: SONU NIGAM, ALKA YAGNIK


Kuch Kasme Hai Jawaan Kuch Vaade Hai Haseen
Kuch Kasme Hai Jawaan Kuch Vaade Hai Haseen
Kaisa Hai Yeh Asar Jaadoo Hai Dekho Har Kahin
Kuch Dil Mein Pyaas Hai Aur Tu Bhi Paas Hai
Woh Jhuk Kar Aasmaan Lagta Hai Chume Yeh Zameen

Jab Kahin Chalte Hai Yeh Pyaar Ki Hawa
Yeh Dil Wahin Panchhi Ban Ke Udta Hai
Aur Kya Hota Hai Is Pyaar Mein Bata
Yeh Ishq Ka Toofan Kaise Thamta Hai
Chaayi Bekhudi Yeh Kaisi Dilkashi
Chaahat Ki Har Ada Kitni Dekho Hai Shabnami
Kuch Dil Mein Pyaas Hai

Dil Hi To Samje Hai Jo Dil Ki Hai Zubaan
Na Samja Hai Na Samjhega Jahaan
Doob Ke Mohabbat Mein Kuch To Paayenge
Sahil Pe Moti Hote Hain Kahan
Kuch Rishte Hai Naye Kuch Baatein Ankahi
Baarish Hai Pyaar Ki Bheeghegi Aaj Dil Ki Zameen
Kuch Kasme Hai Jawaan Kuch Vaade Hai Haseen
Kaisa Hai Yeh Asar Jaadoo Hai Dekho Har Kahin

------------------


Phatela jeb sil jaayega

Singers: NITIN RAIKAR, AADESH SHRIVASTAVA & ARUN BAKSHI

Phatela jeb sil jaayega, jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaanyega
Rukne ka nahin, thakne ka nahin, life mein chalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta
Phatela jeb sil jaayega, jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaanyega
Rukne ka nahin, thakne ka nahin, life mein chalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta

Khaane ka hai chicken curry, usko mangta pati hari
Jeb main tere dus rupiya, peele cutting khaale bhajiya
Khaane ka hai chicken curry, usko mangta pati hari
Jeb main tere dus rupiya, peele cutting khaale bhajiya
Kismat pe, rone ka nahin, calender badalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Nitin Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta

Aaj to hai andhera, kal hoga ujaala
Arre apni diwaali hogi, kisi aur ka hoga diwaala
Kal dekh lenga paisa, hoga goni bhar kar
Income tax officer, toh haath dhoke hi peechhe pad jaayega ha ha ha!
Phatela jab sil jaayega, jo chaahega mil jaayega
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaayega
Rukne ka nahin, thakne ka nahin, life mein chalte rehne ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta

Phatela jeb sil jaayega, jo chaahe mil jaayega
Arre boltaaej pakda baap line mein aa, line mein aa
Kyun ka kyun ka!
Tere bhi din aayenge chhote, achcha khaasa hil jaanyega
Rukne ka nahin thakne ka nahin life mein chalte rehne ka
Life mein chalte rehne ka hey! life mein chalte rehna ka
Arre bheja kyun sarka ne ka
Sahi bolta sahi bolta
Tension kaayko lene ka
Sahi bolta sahi bolta -4

----------------------

Nazron Ne Teri

Singers: UDIT NARAYAN, KAVITA KRISHNAMURTHY


Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai
Tera Dil Hum Chura Le Gaye Dil Ban Ke Hum Aagaye
Tera Dil Hum Chura Le Gaye Deewane Kya Jaane Tu Deewangi Meri
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai

Dil To Churaya Tumne Hamara Is Dil Ka Tum Kya Karoge
Humne Bhi Dekho Aisa Kiya Jo Phir Tum Bhi Aahen Bharoge
Dekho Isse Na Shararat Kaho Dil Ki Zaroorat Kaho
Dekho Isse Na Shararat Kaho Aajao Baahon Mein Chaane Do Yeh Bekhudhi
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai

Jab Se Mile Tum Aise Khile Hum Phoolon Ki Neende Ki Udi Hai
Rishta Yeh Kaisa Saason Se Saasein Dhadkan Se Dhadkan Judi Hai
Abhi Milke Na Hoge Juda Wada Yeh Wada Raha
Abhi Milke Na Hoge Juda Jeena Hai Marna Hai Mujhe Raaho Mein Pyaar Ke
Nazron Ne Teri Jab Dil Ko Chua
Seene Se Gaya Mera Dil Yeh Deewana Dil Kahan Hai
Tera Dil Hum Chura Le Gaye Dil Ban Ke Hum Aagaye
Tera Dil Hum Chura Le Gaye Deewane Kya Jaane Tu Deewangi Meri
Deewani Kya Jaane Tu Deewangi Meri

----------------------

All The Best

Singer: Remo Fernandez


Khel Ke Dil Nasheen Maut Bhi Hai Haseen
Hai Maza Har Gadi Ab Yahaan
Kehta Hai Dil Deewana Hai Dekho Koyi Anjaana
Jaanbaazo Ko Hi Kehta Jahan
All The Best All The Best
All The Best All The Best
Kitne Yahan Josh Hai Ab Kahan Hosh Hai
Din-Ba-Din Badh Raha Yeh Junoon
Saason Mein Hai Raftaare
Jaane Main Ban Haare
Jaanbaazo Ko Hi Kehta Jahan
All The Best All The Best
All The Best All The Best
Baby All The Best Very Very Best

Zindagi Se Maut Tak Aakhri Har Daud Tak
Khel Khele Ek Naya Saath Hum
Jaanbaazo Ko Hi Kehta Jahan
Yeh Masti Ka Hai Aalam
Jeene Marne Ka Kya Gham
Jaanbaazo Ko Hi Kehta Jahan
All The Best All The Best
All The Best All The Best
Very Very Best To You
All The Best All The Best
All The Best All The Best

----------------------

Amitabh Soliloquy, Title Song


Sach Bahut Hi Ajeeb Aur Garib Hota Hai Yeh Sach Aksar
Asaamaanya Adbhud Kalpana Se Bhi Zyaada Vichitra Hota Hai Yeh Sach Aksar
Woh Sach Jo Hume Naya Lagta Hai Anjana Sa Ek Jhalak Dikhake Chaunka Deta Hai Jo Hume
Use Ajooba Maan Ne Lagte Hai Hum Aksar
Sach Woh Bhi Jo Alaukik Hai Hamari Samaj Ke Baahar Aur Usi Ka Darr Lagta Hai Hume Aksar
Aur Sach Ka Nakab Pehne Hue Kuch Na-Mumkin Kisse
Ahistha Ahishta Wakiye Sach Ban Jaate Hai Aksar
Aisa Hi Ek Na-Mumkin Kissa Asamaan Adbudh Akalp Andekha Anjaana Aparichit Kissa
Sach Hone Ja Raha Hai Ek Khatarnak Saazish
A Dangerous Game Is About To Begin.

Aankhen Aankhen Aankhen Aankhen
Ajooba Hi Ajooba Hai Khel Mein
Masti Hi Masti Hai Khel Mein
Aankhen Aankhen
Darr Darr Ke Jeene Mein Kya Maza
Jeete Ga Jis Dil Mein Hai Ada
Aankhen Aankhen
Jis Dil Mein Hai Josh Humnasheen
Usi Ke Liye Mushkile Bhi Haseen
Jis Dil Mein Hai Josh Humnasheen
Usi Ke Liye Mushkile Bhi Haseen
Masti Hi Masti Hai Hai Junoon

Nasron Ke Hatiyaar Bekaar Hai
Kismat Badal Ne Ke Aasaar Hai
Nasron Ke Hatiyaar Bekaar Hai
Kismat Badal Ne Ke Aasaar Hai
Ishaara Hai Ishaara Hai Maut Ka
Aankhen Aankhen
Ajooba Hi Ajooba Hai Khel Mein
Masti Hi Masti Hai Khel Mein
Aankhen Aankhen
The Game Begins Now

----------------------

Chalka Chalka

Singers: Javed, Alka Yagnik

Chhalka Chhalka, Jaam Hoon Mein -2
Honton Pe Rakh Le Chhalakne Se Pehle
Chhalka Chhalka Jaam Hoon Mein
Honton Pe Rakh Le Chhalakne Se Pehle
Har Nasha Kar Le Sharaabi Bahekne Se Pehle -2
Chhalka Chhalka, Jaam Hoon Mein
Honton Pe Rakh Le Chhalakne Se Pehle
Har Nasha Kar Le Sharaabi Bahekne Se Pehle -2

Bhale Chaahe Sab Se Chhupa Kar Tu Pi
Magar Ishq Mein Main Mila Kar Tu Pi
Ye Ishq Nasha Hai, Ye Husn Nasha Hai
Ye Jaam Sharaabi, Kehne Ko Nasha Hai
Ho….ho…soch Le Har Baat, Tu Bhi Utar Ne Se Pehle
Thodi Si Tu Bhi Pila De Re Utar Ne Se Pehle

Jawaani Ki Khilti Bahaaron Se Mil
Mere Husn Ke Tu Sitaaron Se Mil
Uljaa De Zulfein, Bikhra De Kajal
Is Diwaani Ko Tu Kar De Paagal
Ho….ho…aur Behkaade Tu Mujhko Sambhalne Se Pehle -2
(Chhalka Chhalka Jaam Hoon Mein
Honton Pe Rakh Le Chhalakne Se Pehle) -2
Har Nasha Kar Le Sharaabi Bahekne Se Pehle -2

La La La La La La La La Re La La Le La Re…

2 comments:

Anonymous said...
This comment has been removed by the author.
Anonymous said...

i see 5 times this is very good movie and very interseiting movie
i see this movies 4 year ago i think
because this is very old movie and very good

now download free hindi movies
http://fridayrelease.com