Thursday, February 7, 2008

Song: Rangeela Re Tere Rang Se - Prem Pujari

The song Rangeela Re Tere Rang Se starring Waheeda Rehman, and sung by Lata Mangeshkar, is a great song. The song is from the movie, Prem Pujari (directed by Dev Anand for Navketan Films), released in 1970. The movie stars a whole host of characters such as Shatrughan Sinha, Prem Chopra, Madan Puri and Amrish Puri, and was popular, yet generated a fair amount of protests.
The movie is fairly complex, about the pacifism in a man that prevents him from bearing arms, and yet is able to prevent this pacifism from preventing him from doing his duty when he has to save his village and the area from Pakistani forces in the 1965 war. Dev Anand (Ramdev Bakshi) is the son of a decorated ex-armyman Retd. General Durgaprasad Bakshi (known for his valor and sacrifice (he lost a leg in a previous battle). Ramdev is in love with a girl from his village, Suman Mehra (Waheeda Rehman). He dutyfully joins the army, but his pacifism leads to his being discharged from the army and bringing some amount of disgrace to his father.
He travels the world, in the meantime trying to break a spy ring (in the meantime, Waheeda has traveled to England as part of being Miss India, and sings this song when Dev Anand refuses to recognize her).
However, Dev Anand comes back to his village at the time of the declaration of war with Pakistan in 1965, and single-handedly beats back Shatrughan Sinha and his troops, preventing them from occupying the village. In the end, he rejoins the army.

Video of song Rangeela Re Tere Rang (Sung by Lata Mangeshkar)



Video of song Phoolon Ke Rang Se (Sung by Kishore Kumar)



Video of song Prem Ke Pujari (Sung by SD Burman)



Video of song Taqat watan ki (part 1)



Video of song Taqat watan ki (part 2)




Lyrics

Rangeela Re

Rangeela re, ae rangeela
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Palkon ke jhoole se sapnon ki dori
Pyaar ne baandhi jo tune voh todi
Khel yeh kaisa re, kaisa re saathi
Diya to jhoome hain, roye hain baati
Kahin bhi jaaye re, roye ya gaaye re
Chain na paaye re hiyaa
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Dukh mera dulha hai, birha hai doli
Aansu ke saari hai, aahon ki choli
Aag main piyoon re jaise ho paani
Naari deewaani hoon peeda ki rani
Manwa yeh jale hai, jag saara chhale hai
Saans kyoon chale hai piya
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re
Rangeela rangeela
Maine to seenchi re teri yeh raahein - 2
Baahon mein teri kyoon auron ki baahein
Kaise tu bhoola voh phoolon si raatein
Samjhe jab aankhon ne aankhon ki baatein
Gaaon ghar chhoota re, sapna har toota re
Phir bhi tu rootha re piya
Waah re pyaar, waah re waah
Rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann
Chhaliya re na bujhe hai kisi jal se yeh jalan
Ho, rangeela re, rangeela re



Phoolon Ke Rang Se

Phoolon Ke Rang Se Dil Ki Kalam Se Tujhko Likhi Roz Paati
Kaise Bataaoon Kis Kis Tarah Se Pal Pal Mujhe Tu Sataati
Tere Hi Sapne Lekar Ke Soya Teri Hi Yaadon Mein Jaaga
Tere Khayaalon Mein Uljha Raha Yoon Jaise Ki Maala Mein Dhaaga
Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
Lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar

Sanson Ki Sargam Dhadkan Ki Beena Sapnon Ki Geetanjali Tu
Man Ki Gali Mein Mehke Jo Hardum Aisi Juhi Ki Kali Tu
Chhota Safar Ho Lamba Safar Ho Sooni Dagar Ho Ya Mela
Yaad Tu Aaye Man Ho Jaaye Bheed Ke Beech Akela
Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
Lena Hoga Janam Humein Kayi Kayi Baar
Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar

Purab Ho Paschim Uttar Ho Dakshin Tu Har Jagah Muskuraye
Jitna Hi Jaoon Main Door Tujhse Utni Hi Tu Paas Aaye
Aandhi Ne Roka Pani Ne Toka Duniya Ne Hanskar Pukara
Tasveer Teri Lekin Liye Main Kar Aaya Sab Se Kinara
Haan Badal Bijli Chandan Pani Jaisa Apna Pyar
Lena Hoga Janam Hume Kayi Kayi Baar
Haan Itna Madir Itna Madhur Tera Mera Pyar
Lena Hoga Janam Hameh Kayi Kayi Baar
Kayi Kayi Baar
Kayi Kayi Baar




Shokhiyon Mein Gholaa Jaaye

Song By LATA MANGESHKAR & KISHOR KUMAR
shokhiyon mein gholaa jaaye fulon kaa shabaab
us mein fir milaaee jaaye thodeesee sharaab
hogaa yoon nashaa jo taiyyaar wo pyaar hain

hasataa huaa bachapan wo, bahakaa huaa mausam hain
chhedo to yek sholaa hain, chhoolo to bas shabanam hain
gaanw mein, mele mein, raah mein, akele mein
aataa hain yaad baar baar, wo pyaar hain

rang mein pighale sonaa, ang se yoon ras chhalake
jaise baje dhoon koee raat mein halke halke
dhoop mein chhaanw mein, zoomatee hawaaon mein
haradam kare jo intajaar, wo pyaar hain

yaad agar wo aaye ayese kate tanahaee
sune shahar mein jaise bajane lage shahanaaee
aanaa ho, jaanaa ho, kaisaa bhee jamaanaa ho
utare kabhee naa jo khumaar, wo pyaar hain






1 comment:

Souvik Chatterji said...

Shatrughun Sinha had shown his expertise in action films during 70s and 80s. He had a gifted voice and made adequate use of the voice while dealing with action sequences. In Yash Chopra’s Kala Patthar,